एक खोज जारी है यहां, मन के अंदर और बाहर भी परिनिर्वाण की तालाश में, जैसे किसी बुद्ध की तरह। क्या पता किसी वैश्या के हाथों खीर की कटोरी में मिल जाए वजूद एक दिन यूं मुददतों से भटकते-2 उस तथागत या कि बुद्ध की तरह।
Monday, March 8, 2010
international womens day...
Aaj jaha pura vishwa mahila diwas mana raha hai.. wahi..
duri aur inhi mahilaon ke sataye.. pita .. pati.. maa aur bahno ne mahila aayog ke samne dharna pradarshan kiya..
apna durd banta.. jinki kanon se lekar.. police aur samaj bhi nahi sunta.
ye halat to hai .. hamare kannon ke.. hamare samaj ke.
masi nam ke sanghathan ne dawa kiya ki 4 saal me115695 mahilaye.. dahej kannoon aur gharelu hinsa kanoon me jail me band hui hai.. jinko nyay milne me itna arsa lag raha hai.. ki unki jati jindagi tabah ho rahi hai.
mahila sasaktikaran ki baat to thik hai hai par yah kabhi bhi manviyay hito sse badhkar to nahi ho sakti.
dahej kanoon(498 A) v gharelu hinsa kanoon ke durupyog v khamiyon ko dekhte huye
surim court tak ne ise "bhaddi tarahse likha kanoon " kaha hai.
jo is loktantra ki nyay vyawastha par ek bhadda nishaan hai.
Subscribe to:
Posts (Atom)